Wafa Poetry sms
mujhay dewana samajhtey hain tere shehar k log
kyun mere daman se uljhtey hain tere shehar k log
main gaya waqt hoon wapis nahin aney wala
kyun mera rasta taktey hain tere shehar k log
aur kia doon apni wafaon ka saboot
ab mere haal pey hanstey hain tere shehar k log